Maxfacore.
Maxfacore.'s Channel
 
Maxfacore. has no videos available.
 
Maxfacore.
Your channel viewers will see links here, including "subscribe" and "add as friend".
Profile
 
Name
Maxfacore.
Description
•••••••Log in••••••••

WeLcomE To mAxfacore's plAce just AN Another simple Human Among million Others Who Try To Change Little Things🌼💜HeRe You Can See Interesting pOsts... About Many Things... Stories+ Motivational posts ♥️or etc

Name : MiSh masuu🌙
Identity : she/hEr ♥️
From : Earth 🌎

••••••Signing Off•••••••••••




Subscribers
534
Subscriptions
Recent Activity  
Maxfacore. Assalamualaikum 🎀 My 😔💘 people's ‪@RIBAEEL‬ ​ @TtheM Snow​ ‪@Subscribersmake5k648‬ ​ ‪@Rehu4Tae‬ ​ ‪@siddd.c7‬ ‪@lishaxlisa‬ (1 year ago (edited))
 
 
Maxfacore. Yeh Mera channel hai wowwwwww👀 (1 year ago)
 
 
Maxfacore. • GEN Z AND THEIR ISSUES • ------------------------------ Gen Z means Ajjki generation Is qadr upgrade Hogaye hain ke AIK new name dediya 🗿woahhh [°°°SOCIAL INTERACTION °°°] Anyways Baat Shuru Krte Hain hamare maslon se Humne Khudko Is qadr Cheezon ke andar GHER lia hai Ke Hum Chah KR BHI ussse Bahar Nahi aa sakte Khaas krke eloctronic devices Social media AGR Present ki BAAT ki jaye to Abhi ki generation Ke Liye Sbse MushkiL Kaam INSB se Doori hai HUm Khaane ke Bagher Bhi Reh lenge social Media Or mobile Phone to jaise Zindagi Ho 🏴or Phir In hi wjah se hone wale masleee hum Khud Ko asaani Se Smbhaal Lein Har Cheez se Har MushkiL Waqt se Lekin Agr baat ki jaye Is social DuNiya ki To ZIADA depression Yahi social Media hotaaa Jo Insaan Andar hi Andar Khtam Krdetaaa [°°°MENTALLY DEPRESSED°°°] Or Sbse main or Khaas Wjah Is generation Ke bigarne ki ke hum Khud ko Degrade Krte Khaamiyaan Nikaalte Jabke hum mentally sick Khud krne se Hote Hain AIK hi Cheez ke baare mein Musalsal Preshaan Hona Uski wjah se Apne appkO Blame Krnaa Yeh To Koi Tarika na huaaaa Tabh Hi to Hum sb Itne Equal Hote Hain Kyunke Adhe se Zyada Log Or Krte hi Kya hainnn Har CHOTI se CHOTI baat ko Hum Depression anxiety Bnaa detee Jabke AGR hum Chahe To Apna mind set Khud Change KrsktE Ab Suppose hum Khud Ko Blame Kr rhe Hai type of Regret Horha Hamein Kyunke Hamare pov se humne Kuch Ghalat krdia hai Jiski wjah se Khudko Degrade kr rhe Honge ab KHAMOSHI Ikhtiyaar Ki Hui Kuch DER ke Liye Kisi Se koi baat Nahi krni Lekin social Media Pr mood ke hisaab se story lagaani🗿Or Uske Liye Hamein Reels /Videos Dekhni Jahaa Koi relatable video miLi Hamari Thinking or higH KHUDKO Hum itnaaaa depressed BANA lenge JAISE Sb Kuch Hamare Sath hi hua bss ... Kher Yeh Bas Mera AIK Pov Tha baaki Jo tha Sach thaa waise🏴 anyways isi Topic ke baare mein AIK Or discussion Zaroor krungi 🎀 Suggest any of your topic in Comments🌷 Like share must💕 (Fi aman Allah) ‪@RIBAEEL‬ ‪@TtheGNine‬ ‪@mysha-l3c‬ ‪@madelaine_k‬ @🦋 мαиѕι 🦋 ‪@jjangmochi8093‬ ‪@queeniefic3920‬ ‪@uuuggghhhg‬ ‪@btsarmypurpleworld3903‬ ‪@Lily_X_World_Left‬ ‪@K-pop_editsx‬ ‪@The_elaa01.‬ ‪@prettythings-e7q‬ ‪@ZdobSiZdubTV‬ ‪@whosapekshaaa‬ ‪@diorivy.‬ ‪@CelestialRisa‬ ‪@Jeonxyn‬ ‪@yoxjoon‬ ‪@jeonxyn9793‬ ‪@Thatalgae‬ ‪@user-sw5vi3mo6c‬ ‪@ωιηα‬ ‪@cutiae95‬ ‪@Kjmkiara_‬ @♥ 𝐊𝐢𝐦 𝐒𝐨𝐨𝐲𝐚𝐚 ‪@Laibakhan-xoxo‬ ‪@asyaxtaha‬ ‪@Subscribersmake5k648‬ ‪@shafaqrajpoot3536‬ ‪@Rehu4Tae‬ ‪@idkkkkkkdgegjdfg‬ ‪@AlizaTheSlayer.‬ ‪@purplejiminie8295‬ ‪@dontmesswithjisoo‬ ‪@barbossablink2969‬ ‪@sï̇‬ ‪@siddd.c7‬ ‪@hoonswifeyy.ツ‬ (2 years ago)