*Little angel Tah*
*Little angel Tah*'s Channel
 
*Little angel Tah* has no videos available.
 
*Little angel Tah*
Your channel viewers will see links here, including "subscribe" and "add as friend".
Profile
 
Name
*Little angel Tah*
Description
🌷✨ Welcome to my little world ✨🌷

Welcome to Little Angel Tah πŸŒ™βœ¨
Yahan har video ek feeling hai
kabhi gentle romance ,kabhi soft emotions,
aur kabhi woh shayari jo dil ko chupke se touch kar jaaye β€οΈβ€πŸ©ΉπŸ˜«

Main TahiπŸ˜‡
a girl with a soft heart & endless dreams,
jo romantic vibes ko lyrics ke through
aapke dil tak pohcha deti hai βœ¨πŸ’—

Yahan milega
πŸ’ž Romantic edits
🀌 Heart-touching shayar
✨ Aesthetic lyrics
πŸ’Œ Emotions wrapped in soft music♬

Aur shayad tum jaante hi ho…
"Kehte hain khuda ne iss jaha mein sabhi ke liye kisi na kisi ko banaya hai har kisi ke liye "
Bas isi line pe belief karke main har romantic video banati hu πŸ₯€β€οΈβ€πŸ©Ή

✯Drops your favourite songs in comments, i read them all,maybe your pick shines in the next video πŸ˜‰

#romantic #shayari #aesthetic #hearttouching
#lyrics #tahivibes
Subscribers
966
Subscriptions
Recent Activity  
*Little angel Tah* Ye lo tera final wala ✨🫢# β€ͺ@InnerSoulHeart‬ Happy happy happy happy birthday mere pagal se bacche mere chhote se laadle Harshu! πŸ₯ΉπŸ’—πŸŽ‚πŸ₯³ As always iss baar bhi shayad maine sabse late wish kiya hai πŸ’Œ lol 😭 Waise raat ko toh tujhe wish kar hi diya tha but still I know tera birthday tha aur main chahti thi ki tere special day par tujhe thoda aur special feel karwaun βœ¨πŸ’• Sach bolun toh mujhe pata tha tera birthday hai but meri khud ki life mein itni saari cheezein chal rahi thi πŸ«‚ Mera mood off tha not just because of subscribers but pata nahi life mein kya chal raha hai aur aage kya hoga 🩷 Kabhi kabhi lagta hai saari cheezein ek saath itni heavy kyun ho jaati hain πŸ’ Main YouTube delete karne tak ka soch rahi thi 😭 But jab bhi delete karne ke baare mein sochti hoon toh pata nahi kyun sabke comments aur messages aankhon ke saamne aa jaate hain 🫢 Even though main khud YouTube se utna connect nahi kar paa rahi hoon ✨ But whatever is happening in my life aaj tera birthday tha aur mere liye tu hamesha priority mein aata hai πŸ’• Meri problems meri takleefein aur mere emotions sab baad mein πŸ«‚ Of course meri Soul Family mere liye bahut important hai aur usmein mere pyaare bhai ki jagah toh alag hi hai πŸ©·πŸ’ Tu kitna pyaara hai yaar πŸ₯Ή Sabse caring sabse respectful aur itna sochne wala insaan πŸ’Œ Tu mere liye itna kuch sochta hai meri itni fikr karta hai ki kabhi kabhi samajh hi nahi aata ki itna chhota sa baccha itna bada dil kaise rakh sakta hai ✨🫢 Waise toh kehne ke liye mere paas bahut kuch hai but kehte hain na kabhi kabhi words kam pad jaate hain πŸ’• Mere saath bhi kuch aisa hi hai πŸ«‚ Mere paas words hi nahi hain tujhe explain karne ke liye ki tu mere liye kitna important hai 🩷 Mujhe nahi pata saat janam jaisi koi cheez hoti hai ya nahi ✨ Hum dobara milenge ya nahi iska bhi nahi pata πŸ’ But agar agla janam hota hai na toh meri bas ek hi wish hai ki mujhe wahan bhi tera saath mile 🫢 Main woh saari cheezein karna chahti hoon jo iss janam mein bas soch kar rakh di hain πŸ’• Mujhe tere saath skating karni hai cycle chalani hai tujhe scooty sikhani hai tere saath carrom khelna hai ice cream khani hai aur sabse zyada tere saath Maggi ke liye ladna hai πŸ˜‚πŸ’Œ Mujhe woh har ek chhoti si cheez karni hai jo maine apne mind mein imagine kar rakhi hai but abhi tak kar nahi paayi ✨ Because tu hai hi itna special mere liye πŸ©·πŸ«ΆπŸ’• Waise toh kehne ke liye main apne ghar mein aur apni family mein sabse badi hoon πŸ’ Mere paas chhote bhaiyon ki kami nahi hai but mere liye tu un sab mein ek alag hi jagah rakhta hai ✨ Tu itna door rehkar bhi mere itna paas hai ki kabhi kabhi distance feel hi nahi hota πŸ«‚πŸ’• Haan ek baat hai jo mujhe kabhi kabhi bahut bother karti hai 😭 Mujhe lagta hai main tujhe utna attention nahi de paati πŸ’Œ Tere saath utni baatein nahi kar paati tujhe utna support nahi kar paati aur kabhi kabhi toh tere baare mein bhi utna nahi soch paati jitna mujhe sochna chahiye 🩷 Kabhi kabhi khud ko bolti hoon ki yaar main kaisi behen hoon? 😭 Mere paas apne bhai ke liye time hi nahi hai ✨ Main usse properly baat tak nahi kar paati πŸ«‚ Jab bhi tujhe smile karte hue dekhti hoon na toh genuinely bahut achha lagta hai πŸ’• Lagta hai chalo main tere paas nahi hoon toh kya hua tere paas smile toh hai 🩷 But phir ek thought aata hai ki kahin main tujhse door toh nahi hoti ja rahi? 🫢 Kahin main tujhe bhool toh nahi rahi? πŸ’ Kahin main tere liye utni achhi behen nahi ban paayi? 😭 Maine tere liye aisa kiya hi kya hai? πŸ’Œ Tu hamesha mujhe best bolta hai but honestly I don't think ki main best hoon ✨ Main bhi bahut saari jagah galti karti hoon πŸ«‚ But ek baat sach hai tu mere liye bahut special hai πŸ©·πŸ’•βœ¨ Mere liye tu woh rishta hai jo blood relation se nahi bana but dil se bana hai πŸ’ Aur kabhi kabhi dil ke rishte itne gehre ho jaate hain ki unhe kisi blood relation ki zarurat hi nahi hoti 🫢 Tu mera blood relation nahi hai but mere liye blood se badhkar hai πŸ’• Maine tujh par aankhein band karke bharosa kiya hai aur main chahti hoon ki har janam mein tu mera bhai bane 🩷✨ I don't think main kabhi tujhe khona chaahungi 😭 Main hamesha tere liye dua karti hoon ki Allah tujhe har buri nazar har takleef aur har pareshani se door rakhe πŸ’ Agar kabhi tere saamne koi mushkil aaye toh Allah tujhe usse ladne ki himmat de 🫢 Main kabhi tujhe takleef mein nahi dekhna chahti πŸ’• Aur ek baat jo main tujhe hamesha bolna chahti hoon ✨ Bhai you are the one who always cares about me 🩷 Kabhi kabhi mujhe lagta hai tu khud chhota hai but teri understanding kitni badi hai πŸ’Œ Tu har kisi ke liye itna sochta hai πŸ’• Har kisi ko apni taraf se itna deta hai aur agar koi tujhse naraz ho jaaye toh tu sabse pehle khud ko blame karne lagta hai 😭 But please ek baat samajhna πŸ«‚ Har baar kisi ka naraz hona teri galti nahi hoti ✨ Har baar tujhe hi khud ko prove karne ki zarurat nahi hai πŸ’ Tu ek achha insaan hai aur ek achha bhai hai iska matlab ye nahi ki tujhe har waqt har kisi ki expectations poori karni hain 🩷 Mujhe pata hai hamari YouTube family mein bahut saare log hain πŸ’• Sab tujhe bhaiya bulate hain sab tujhse baatein karna chahte hain aur sabki apni expectations hain 🫢 Aur main bhi chahti hoon ki tu Soul Soft Soul Hatta aur apni baaki sabhi behno ke saath achhe se rahe ✨ But bhai ek insaan ek time par har kisi ke liye available nahi ho sakta πŸ’ Life mein apni bhi responsibilities hoti hain apna bhi mood hota hai aur apni bhi problems hoti hain πŸ«‚ Tu har kisi ko equal time nahi de sakta aur ismein kuch galat nahi hai Kisi ko kabhi kam attention mil sakta hai kisi ko zyada 🩷 Iska matlab ye nahi ki tera pyaar ya care kam ho gaya ✨ Jaise kabhi tujhe lagta hai ki tune kisi ko kam importance di waise hi mujhe bhi lagta hai ki main tujhe kam importance de rahi hoon πŸ’Œ But iska matlab ye nahi ki tu ya main ek doosre ke liye kam important ho gaye hain 🫢 I just want you to understand that you don't have to carry everyone's emotions on your shoulders πŸ’ Apni happiness ko bhi importance diya kar 🩷 Aur bhai jab bhi teri baat hoti hai na toh meri aankhon mein aansu aa jaate hain 😭 Pata nahi kyun but tera naam teri baatein aur tere liye kisi ka kuch kehna mujhe itna emotional kar deta hai ✨ Tujhe shayad idea bhi nahi hai ki tu mere dil ke kitne kareeb hai πŸ«ΆπŸ’• Jab bhi meri life mein kuch achha hota hai toh main sabse pehle apne Rab ke paas jaati hoon πŸ’ Aur jab bhi dua karti hoon toh un duaon mein tu bhi hota hai 🩷 Main bas itna maangti hoon ki mere Allah tujhe mujhse kabhi door na kare πŸ’Œ Tujhe hamesha khush rakhe aur teri life mein woh saari khushiyan de jinka tu haqdar hai ✨ Mere paas kehne ke liye abhi bhi bahut kuch hai but shayad main words mein kabhi explain hi nahi kar paaungi ki tu mere liye kya hai πŸ«‚πŸ’• Tu door rehkar bhi mujhe apna ek hissa lagta hai 🩷 Jaise meri life ka ek part ho jise main chaah kar bhi alag nahi kar sakti ✨ Teri khushi meri khushi ban jaati hai aur teri pareshani mujhe bhi affect karti hai πŸ’ You're not just my online little brother 🫢 You're my little brother my family and one of the most precious people in my life πŸ’•πŸ©· And now some life advice from your so-called big sister! ✨ 1 Kabhi bhi apni worth kisi ke attention se decide mat karna Kisi ne tujhe reply nahi kiya ya kisi ne tujhe importance nahi di toh iska matlab ye nahi ki tu important nahi hai 🫢 2 Har kisi ko khush rakhne ki responsibility apne upar mat lena ✨ Tu bhi insaan hai aur tujhe bhi kabhi rest chahiye hota hai πŸ’•soo yeh mat sochna ki hamesha tusaro ko khush karna tera kaam hai if woh me bhi rahi toh bhi nahi 3 Apne dreams ko kabhi chhota mat samajhna Log kya kahenge ya kaun support karega ye sochkar apne aap ko rokna mat πŸ’Œ being a unstoppable chote 4 Apni health ka dhyan rakhna Time par khana proper rest aur apni happiness ko ignore mat karna πŸ«‚ Aur haan jab bhi pareshan ho toh apni baat share karna ✨ Sab kuch akele handle karne ki zarurat nahi hai πŸ’• i know mere se nahi toh soul hai jisse karna ho kar but me bhi hu yeh yaad rakhna 5 Sabse important apna dil achha rakhna but itna bhi soft mat ho jaana ki log teri kindness ko teri weakness samajhne lagein Respect everyone but never forget to respect yourself ✨ Aur last mein bas itna hi bolungi ki mujhe tujhse koi expensive gift nahi chahiye na hi koi promise chahiye Bas apni life mein khush rehna apne dreams achieve karna aur kabhi apni smile mat khona πŸ«ΆπŸ’• Main hamesha tere liye proud feel karna chahti hoon 😭 Chahe main tere saath physically rahun ya nahi chahe hum roz baat karein ya kabhi kabhi meri duaayein hamesha tere saath rahengi ✨ I love you so so so much mere pagal bacche πŸ’• Thank you for being such a beautiful part of my life 🫢 Happy birthday once again my little brother πŸŽ‚πŸ₯³ May Allah bless you with everything your heart wishes for πŸ’πŸ©· And remember tujhe ek badi behen mili hai jo tujhe kabhi apne dil se alag nahi kar sakti πŸ₯ΉπŸ’—πŸ«‚βœ¨ (5 days ago)
 
 
*Little angel Tah* Sorry everyone β€ͺ@InnerSoulHeart‬ ​​ β€ͺ@Soul_Lyrics.09‬ ​​ Β  β€ͺ@the_different_soul09‬ ​ β€ͺ@NictoBliss143‬ ​​ β€ͺ@SoftSoulVibes-j9r‬ ​​ β€ͺ@Mitsuvibes_2108‬ ​​ β€ͺ@broken_smile_1434‬ ​​ β€ͺ@Jethixx‬ ​​ Β @sparkle._yukiΒ  β€ͺ@BeUnique651‬ ​​ β€ͺ@itz_khushi-s‬ ​​ β€ͺ@addictedgirl2.0‬ Β β€ͺ@introvert_hun_0‬ ​​ but honestly abhi mera edits banane ka bilkul mann nahi kar raha hai 😭 Na video post karne ka mann hai na kisi ka channel open karne ka. I don't know what's happening but I've completely lost my motivation. Maine socha tha ki 8 November tak somehow 1K subscribers complete kar lungi. I was at 943 and I really thought ki bas thoda sa aur and I'll make it to 1K. But abhi bhi main 940-944 ke beech hi stuck hoon. I really wanted to wake up one day and see 1K on my channel but it's just not happening. Mere paas edits ke ideas hain and I can still try making them but honestly abhi mera mann hi nahi hai Jitne views expect karti hoon utne nahi aate aur upar se baar-baar copyright aa jata hai I'm honestly tired of seeing copyright claims on my channel It gets frustrating when you put so much effort into something and still things don't go the way you hoped I know I can try again but right now I just don't feel like doing anything related to YouTube So I've decided to take a little break wese bhi kuch nhi horaha hai I just want to stay away from YouTube and everything for some time until I feel okay again. I don't know how long it'll take but for now I really need this break. I'm really sorry to everyone who was waiting for my edits. I love and appreciate everyone who has supported me till now. Please don't think I've forgotten you. I just need some time for myselfπŸ˜«πŸ’œ (9 days ago (edited))
 
 
*Little angel Tah* Hello i am sorry extremely sorry mujhe maaf kardena Aaj bhai dooj hai mujhe post jaldi dalni chiye thi but the things is kal jo hua sab sab theek karne ke chakkar me late hogaya or mood bhi kharab hogaya but abhi harsh or bhaiyu dono tension mat lo aap dono aapki bhen itni bhi kamzor nahi hai jo kisi se dar ke ruk jaye firstly HAPPY BHAI DOOJ MERE BHAIYOO πŸ˜­πŸ«‚βœ¨ β€ͺ@InnerSoulHeart‬ Okay okay aab Kuch baatein bol na hai woh bolti hu harshu pgl mere chote miya πŸ₯Ή thank youuuuuuuuuu soooooo much yr mene socha bhi nahi tha ki mujhe koi tere jesa milega jo itna aachaa hai sach bolu toh kya bolu nahi pata my brother from another mother hai tu and honestly blood relation hona zaroori nahi hota kisi ko apna banane ke liye or woh toh mujhe phele se hi pata hai harshu mujhse chhota hai but I swear tere liye mere dil mein itna pyaar hai na ki kabhi kabhi khud samajh nahi aata you are my little brother my favourite headache and someone I genuinely care about Main kitna bhi tang kar lu wese tang nahi kiya mene kitna bhi daant lu but koi aur tujhe kuch bole ya uski taraf awaaz bhi uthaye toh bhai mujhse bura koi nahi hoga or jab usse ne tujhe bola hai bete tere didi ne usski class li hai koi mujhe bol sakta hai but mere bhai ko kuch nahi bol sakta hai πŸ˜‰ I know you are capable of handling himself but still teri fikar karna tujhe protect karna aur teri bakwaas sunna is my responsibility or bohot baat karni hai tere se bohot sari or me karugi bhi ,now you might be miles away and we might have met online but that doesn't make our bond any less special you are the my favourite little brother πŸ«‚πŸ˜­ I don't need to share the same blood or the same home to call you my brother Kabhi pyaar se baat karungi toh kabhi bina wajah ladungi kabhi teri side lungi toh kabhi teri class bhi lagaungi but one thing is for sure, I'll always want the best for you pgl 😏😁 tu genuinely one of those people jinko life mein paake accha lagta hai🫣πŸ₯ΉLove you mere chhote bhai ab zyada hawa mein mat udna wese bhi kaam baatein hoti hai apni but kal dhek ke pata chal gaya ki dur hai toh kya hua mere dil me hai or pass hai mere πŸ«‚πŸ«Άβœ¨ @Soul_LyricsOr Yeh mere bade bhai aap ko kya hi bolu bhaiya and honestly bhaiyu ko kitni baar bolu ki online aaya karo baat kiya kar bHar baar gayab ho jaate hai aur phir mujhe hi bolna padta hai bhaiyu online aa ja warna main ro dungi 😭 I mean bhai thoda toh time nikala kar apni chhoti behen ke liye i know aap bohot busy ho but iss ka matalab yeh nahi ki aap ke liye care nahi hai I genuinely care about you a lot and isliye baar baar aap bolti rehti hu ki apni tabiyat ka dhyan rakha karo time pe khana khaya kar aur apna khayal rakha kar Pata nahi kyun but aap fikar hoti hai mujhe itne bimar jo rehte ho Kabhi kabhi daant bhi deti hu but woh bhi pyaar se hi hai I know hum online mile hai but mere liye aap sirf koi online friend nahi hai you are my big brother I might not be able to be there with physically but I really hope ki you knows ki yahan ek chhoti behen hai jo message ka wait karti hai fikar karti hai or haaa bohot pyar bhi karyi hai khoon ka rista nahi hua toh kya hai aur kabhi kabhi bahut zyada pareshan bhi karti hai πŸ˜‰πŸ˜ Bas bhaiyu khush raha karapni tabiyat ka dhyan rakha kar aur thoda online bhi aaya kar warna teri chhoti behen sach mein ro degi πŸ€§πŸ’—πŸ«‚πŸ§Ώ Aur oxygen or water ho tum dono meri or koi kitna bhi dur kyi na ho inn do ke bina reh sakta hai kya me kisko bhi bhool sakti sare male friend ko bhi but me aap dono ko kabhi nahi ek din essa nahi jab me aap dono ko yaad na karu or aap dono se baatein karni hai but kuch na kuch aa hi jata hai beech me or please mere liye please apna dyan do apni tabiyat ka dyan do tension mat lo jo bhi hai me huna tumari bhen hai tumare liye or haaaa time pe khana kha na tension kaam lena or ha tum dono 🀨🫡 dono drive karte time dyan se phele bhi bola hai or aab bhi harshu tu beech me drive karte time lag gayi thi na? Dyan kaha hota hai tera πŸ˜‘allah ka shukr hai ki zyada nahi lagi aap na dyan diya kar tu warna mar kahyega mere se 🀨 or bhaiyu aap i know job ke chakkar me yaha se waha waha se yaha but itna bhi job job ke issme me driveing speed high mat karna dyan se drive karna warna aap ko bhi nahi chodugi mein πŸ˜‘ or dono please πŸ™ pyare se bol rahi hu yaad rakho ki tumari bhene hai jo wait karti hai ki tumara reply aayega toh dyan se driving warna dono ko chodugi nahi me πŸ˜‘πŸ‘Š Or haaa tum dono ke liye ek edit banaya hai aaj 5pm pe kuch special hai mere chote miya or bade miya ke liye toh wait karna 5pm ka πŸ˜πŸ˜‰ (11 days ago)
 
 
*Little angel Tah* I REALLY LOVE YOU!!! πŸ₯ΉπŸ’—πŸ˜˜πŸ’˜ β€ͺ@the_different_soul09‬ ​​ 2 part 😭 Aur main kabhi nahi chahti ki teri woh beautiful smile tera woh innocence kabhi chala jaaye Main hamesha chahti hoon ki tu aise hi hasti rahe apni cute si smile ke saath aise hi innocent aur pyaari rahe Hamesha muskurati rahe aur khush rahe because YOU DESERVE ALL OF THIS YOU DESERVE ALL THE HAPPINESS!!! πŸ˜­πŸ’ŸπŸ©· Allah tujhe hamesha itni himmat de ki tu apne liye stand le sake apne liye faisle kar sake aur tujhe woh sab mile jo tune kabhi apne liye socha hai 🀲🏻✨ I CAN'T EVEN EXPLAIN MY FEELINGS PROPERLY BECAUSE I HAVE NO WORDS Sorry I have a LOT OF FEELINGS but I have no words 😭🫣 How can I explain ki ek ordinary si ladki ke liye teri chhoti chhoti baatein tere chhote chhote comments kitne maayne rakhte hain? YOU CAN'T BELIEVE IT but tere saare comments ke screenshots mere paas hain Of course ke jitne bhi comments hain un sabke screenshots hain mere paas πŸ₯ΉπŸ’—πŸ«§ Ek baat bolun? Tu kabhi bhi kuch bhi ho jaaye bas ye mat bhoolna ki mere dil mein hamesha tere liye ek special place hai Aur woh place kabhi koi nahi le sakta because uss jagah pe tera naam likha hai Woh ghar tere naam ka hai aur uss ghar pe sirf tera haq hai MERE DIL KE GHAR PE SIRF TERA HAQ HAI!!! πŸ˜­πŸ‘πŸ’—β€οΈ Teri chhoti chhoti baatein tera chhota sa appreciation tere comments mujhe tips dena meri care karna itna pyaar dena Diwali wish karna birthday wish karna aur mere birthday ko itna special banana Tera woh pyaara sa post!!! πŸ₯ΊπŸŽ€πŸ’› Tujhe pata hai mujhe abhi tak yaad hai Itni pyaari hai tu , teri Main sochti hoon ki jab uss insaan ki baatein itni pyaari hai toh MashaAllah uska chehra kitna pyaara hoga Lekin usse bhi zyada MashaAllah aur SubhanAllah toh tera dil pyaara hai πŸ₯ΉπŸ€πŸŒΈ Apni iss beautiful personality ko hamesha apne paas rakhna Kuch bhi ho jaaye bas khud ko kabhi mat khona I hope ye naya saal Diwali ke saath teri life mein lots of success lekar aaye Tujhe countless reasons de hasne ke liye Aur main dua karti hoon ki tere aas paas jitne bhi log hain woh hamesha tere saath rahein Main tere saath rahun Chhoti tere saath rahe Har tere saath rahe Sweetheart tere saath rahe Dalim tere saath rahe aur hamari poori YouTube family hamesha tere saath rahe πŸ«‚πŸ’—πŸ’ Aur main sirf online saath rehne ki baat nahi kar rahi Ek din hum sab milenge bhi Tujhe pata bhi nahi hai ki main kitna chahti hoon ki hum sab ek saath milein time spend karein aur memories banayein πŸ₯ΉπŸ«Ά You know meri life mein do aisi wishes hain jo mujhe nahi pata kabhi poori hongi ya nahi Waise toh bahut saari wishes hain but ye do bahut special hain First BTS se life mein ek baar milna face to face unke saath achha khaasa time spend karna πŸ˜­πŸ’œπŸ’« And second TUM SABSE MILNA!!! Tum sabke saath time spend karna tum sabke saath memories banana And especially YOU!!! πŸ₯ΉπŸ«‚πŸ«΅ Uss ladki se milna jo mujhe Chashni bulati hai Woh ladki jo itni pyaari hai Woh ladki jo Allah se mere khush rehne ki dua maangti hai πŸ˜­πŸ’—πŸͺ· Aur main bhi jab namaz padhti hoon na toh bas yahi dua karti hoon ki meri poori Soul Family khush rahe meri Soul khush rahe aur meri cute si bachchi hamesha khush rahe πŸ€²πŸ»πŸ€πŸŒ™ Tujhe pata bhi nahi hai ki tu kitne pure heart wali insaan hai Log tujhe jitna achha kehte hain na tu usse bhi kahin zyada achhi hai ALWAYS REMEMBER THAT!!! πŸ₯ΉπŸ§Ώβœ¨ LOVE YOU SO MUCH MERI PYAARI SI RASMALAI MY PYAARI SI GULAB JAMUN!!! πŸ˜­πŸ’—πŸŽ€πŸ˜˜πŸ’– AND YOU ARE ALWAYS SPECIAL FOR ME ALWAYS ALWAYS AUR HAMESHA!!! πŸ«‚πŸ’ŸπŸ˜­πŸŒΌπŸ’πŸ΅οΈπŸ«§πŸŒΈπŸͺ·πŸŒ™ Once again HAPPY BRITHDAY and also I LOVE YOU SOOOOOO MUCH MY RASMALAI πŸ˜˜πŸ’–πŸ«‚πŸ˜­ (2 weeks ago (edited))
 
 
Friends
Channel Comments
There are no comments for this user.