Your channel viewers will see links here, including "subscribe" and "add as friend".
Profile
Name
ππΆπ¦π¦π― ππ§ ππ·π¦π³πΊπ΅π©πͺπ―π¨ π€π©Ά
Description
It's Sana Arshad. π€
Subscribers
5.36K
Subscriptions
Recent Activity
|
ππΆπ¦π¦π― ππ§ ππ·π¦π³πΊπ΅π©πͺπ―π¨ π€π©Ά
https://youtube.com/shorts/6iDJCO66z8...
βͺ@duafaraz11β¬
|
||
|
ππΆπ¦π¦π― ππ§ ππ·π¦π³πΊπ΅π©πͺπ―π¨ π€π©Ά
Na mai Indian hoon... phir bhi dil bohot udaas hai. π
2,3 din se gussa isi liye tha... kyun ke jab be-gunah log rote hain na, to unki cheekhein sirf ek mulk tak nahi rehti, insaniyat tak pahunchti hain.
Kab tak aam log siyasat aur jang ki keemat chukate rahenge? Kab tak maaon ki god khali hoti rahegi? Kab tak bachon ke sapne mitti mein milte rahenge?
Har taqatwar insaan aur har zimmedar idare ko yaad rakhna chahiye ke unka pehla farz logon ki hifazat hai. Jang kabhi kisi ki asal jeet nahi hoti.
Aur celebrities... jab log dard mein hote hain, tab khamoshi bhi bohot kuch keh deti hai. Agar kisi ne apna stand choose kar liya hai, to maine bhi apna decision le liya hai.
Aaj hi maine un tamam Indian movies ki list delete kar di jo maine dekhne ke liye save ki hui thi. Ab mai unhe nahi dekhungi. Ye mera personal decision hai, aur kisi par force nahi kar rahi.
Allah har be-gunah ki hifazat kare, chahe woh kisi bhi mulk ka ho. Ameen. π€²ποΈ
~ππππ
|
||
|
ππΆπ¦π¦π― ππ§ ππ·π¦π³πΊπ΅π©πͺπ―π¨ π€π©Ά
OMGGGGG ππ Taetae ne Pakistan ka naam liya... abhi tak yaqeen nahi ho raha. Dil khushi se ro bhi raha hai aur has bhi raha hai. π₯Ήπ΅π°
Aur sab se funny baat... jis insaan ko cooking pasand bhi nahi thi, ab lagta hai woh bhi YouTube par "How to make Biryani & Karahi" search kare ga. ππ€£ππ
Taetae, bas Pakistan aa jao. Biryani thori salty ho ya Karahi thori spicy... pyaar 100% hoga. πππ΅π°
Ye sirf ek comment nahi tha... ye hum Pakistani ARMY ke liye pura emotional moment tha. Aankhon mein aansu bhi hain aur face par sab se badi smile bhi. π₯Ήππ
TAETAE, WE'LL BE WAITING FOR YOU. π΅π°πβ¨
|
||
|
ππΆπ¦π¦π― ππ§ ππ·π¦π³πΊπ΅π©πͺπ―π¨ π€π©Ά
ππππ πππ ππππ πππππππ ππππ πππππ ππ πππ ππππ ππ πππ πππ ππ πππππ πππππππ πππππ πππ ππ ππππ ππ ππππ π'π πππ πππππππ πππ ππππ πππππ πππ
ππ
@goodgirl-m2i
|
||
Friends
Channel Comments
There are no comments for this user.
Add comment
