Your channel viewers will see links here, including "subscribe" and "add as friend".
Profile
Name
Radhika ki bagiya
Description
Sar main Apne channel mein logon Ko yah jankari Dena chahti hun ki Jaise jyada paisa kharch kiye bagair ham gardening kar sakte hain jaise rojmara ka kam ham roj subah uthkar karte Hain khana banana bartan manjna jhadu lagana bacchon ki dekhrekh karna Parivar ki dekhrekh karna usi tarah se ped paudhon ki bhi देख-रेख karna hamare routing mein Shamil hona chahie kyunki paryavaran se ham Hain humse paryavaran nahin hai aur agar chhat per jagah hai to Bina chemical ke sath sabji ham Laga sakte hain aur apne bacchon ko kuchh had Tak Rog mukt banaa sakte hain Ghar ke tute fute saman Jaise mug balty bori botal pipolin ki packet cartoon tuti kursi kharab attachi aadi chijon se ham paudhe Laga sakte hain aur apne chhat ko Hara bhara garden banaa sakte hain Ghar ke log kuchh virodh karte Hain to unhen samjhana chahie nahin to dat ke samna karna chahite jaha chah vahi raah hoti hai agar ham kisi chij Ko than le to jarur se jarur kar sakte hain bad mein sab khush ho jaate Hain
Subscribers
2.63K
Subscriptions
Recent Activity
|
Radhika ki bagiya
|
||
|
Radhika ki bagiya
|
||
Friends
Channel Comments
|
sunitasharmaplantlover7978
(4 years ago)
बातों को दिल से नहीं लगाना चाहिए स्वस्थ रहना चाहिए मस्त रहना चाहिए गार्डन बनाने वालों को तो खास
|
|
ushajoria8630
(3 years ago)
|
|
plantsdaparivaar8462
(2 years ago)
Beautiful garden and plants and aap ma'am ye sansaar h sbi ki soch alag alag h ma'am aap ki soch acchia h ye badi baat h jo dil ke acche hote h yhi jayeda सोचते है ma'am
|
|
Singhania-terrace-garden
(3 years ago)
अच्छी बातो पर ध्यान देते है बुरी पर नही
|
|
gardeningwithfahim8958
(3 years ago)
happy to see so many plants
|
|
Farigardeningtips.official_077
(2 years ago)
Very informative
|
|
deeptisuman3520
(4 years ago)
aap bahut fantastic ho
|
|
5canwalk
(3 years ago)
Amazing garden
|
|
meenakitchengardening9279
(3 years ago)
So beautiful and healthy plant
|
|
shashi1898
(3 years ago)
Bahut bada or bahut sunder garden ha mam aap ka
|
|
MaaCreativeKitchenGarden
(2 years ago)
Bahut sundar garden h aapka sister
|
|
sarojinithangarajan
(2 years ago)
Superb
|
|
natureislife586
(4 years ago)
बहुत ही अच्छा काम कर रही हैं गार्डनिंग करके प्रकृति को भी बचा रही हैं और अपनी सेहत भी बना रही हैं किसी की बात को दिल पर मत लगाइए आप हंसती हुई अच्छी लगती हैं यू ही हस्ती रहें और हंसाते रहें
|
|
sushchannel6755
(4 years ago)
So healthy plants️
|
|
ravinderskitchengarden-tt4kt
(3 years ago)
Dil se mat lagao khush raho, aur apni gardening mai mast raho
|
|
growwithme8394
(4 years ago)
Kafi Sare seed grow kiye Hain aapane
|
|
WildwatchNature
(4 years ago)
Awesome collection of plants
|
|
cookgardenwithhena
(4 years ago)
Sab se badi sacchi hai
|
|
shahingardenandvlogs
(4 years ago)
Bahut achee..bahut kaam ke hai
|
Add comment






























